Monday, May 18, 2015

Zulm Kya hai?

Zulm ki haqeeqat hai "wazau' sayi' fee gairi mahallihi" which means "Kisi cheez ku uski jagah se hata ke rakhna". Kisi kaam ku uski jagah se hata ke karna. Jab aadmi doosre ka maal cheen leta hai toh zulm kehlata hai kyun ke usne woh maal jahan hona chahiye wahan se hata diya. Shirk jo hai woh bada zulm hai. Innashhirka la zulmun azeem. Yeh isliye ke yahan Allah ka haq maara jaa raha hai. Allah ka jo haq hai ilaah hone ka wph hata ke kisi doosre ku diya jaata hai.

No comments:

Post a Comment