Khatir se Dhikr hai
Dhikr se Fikr hai
Fikr se Iraada hai
Iraade mein do khismein hai - mutaraddid aur gair mutaraddid
Iraada jab mutaraddid hota hai use "Hamm" kahte hai
Agar iraade mein se irtedaad nikal jaaye toh woh "Azm" ban jaata hai
Iraada jab azm ki soorat ikhtiyaar kar leta hai toh uske baad Feyl saadir hota hai
The above is an explanation of how people indulge in to things.
No comments:
Post a Comment